Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nur ye kis ka basa hai mujh mein

Zaki Tariq

nur ye kis ka basa hai mujh mein

Zaki Tariq

MORE BYZaki Tariq

    nuur ye kis basā hai mujh meñ

    raushnī had se sivā hai mujh meñ

    harf-e-haq sadā hai mujh meñ

    kaun ye bol rahā hai mujh meñ

    kis ne dastak dar-e-dil par hai

    shor ye kaisā bapā hai mujh meñ

    roz suntā huuñ maiñ hañsne sadā

    kaun ye mere sivā hai mujh meñ

    kyā milegī mire fan mujhe daad

    kuchh ziyāda anā hai mujh meñ

    mustaqil ek khaTak ruuh meñ hai

    ḳhaar ban kar vo chubhā hai mujh meñ

    aap taslīm kareñ na kareñ

    aap koī basā hai mujh meñ

    merā ham-zād hai 'tāriq' sāhab

    jo 'zakī' ban ke chhupā hai mujh meñ

    nur ye kis ka basa hai mujh mein

    raushni had se siwa hai mujh mein

    harf-e-haq ki si sada hai mujh mein

    kaun ye bol raha hai mujh mein

    kis ne dastak dar-e-dil par di hai

    shor ye kaisa bapa hai mujh mein

    roz sunta hun main hansne ki sada

    kaun ye mere siwa hai mujh mein

    kya milegi mere fan ki mujhe dad

    kuchh ziyaada hi ana hai mujh mein

    mustaqil ek khaTak ruh mein hai

    KHar ban kar wo chubha hai mujh mein

    aap taslim karen ya na karen

    aap sa koi basa hai mujh mein

    mera ham-zad hai 'tariq' sahab

    jo 'zaki' ban ke chhupa hai mujh mein

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Zaki Tariq

    Zaki Tariq

    RECITATIONS

    Zaki Tariq

    Zaki Tariq,

    Zaki Tariq

    nur ye kis ka basa hai mujh mein Zaki Tariq

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now