Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sahn ko chamka gai belon ko gila kar gai

Muneer Niyazi

sahn ko chamka gai belon ko gila kar gai

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    sahn ko chamkā ga.ī beloñ ko giilā kar ga.ī

    raat bārish falak ko aur niilā kar ga.ī

    dhuup hai aur zard phūloñ ke shajar har raah par

    ik ziyā-e-zahr sab saḌkoñ ko piilā kar ga.ī

    kuchh to us ke apne dil dard bhī shāmil thā

    kuchh nashe lahr bhī us ko surīlā kar ga.ī

    baiTh kar maiñ likh gayā huuñ dard-e-dil mājrā

    ḳhuun ik buuñd kāġhaz ko rañgīlā kar ga.ī

    sahn ko chamka gai belon ko gila kar gai

    raat barish ki falak ko aur nila kar gai

    dhup hai aur zard phulon ke shajar har rah par

    ek ziya-e-zahr sab saDkon ko pila kar gai

    kuchh to us ke apne dil ka dard bhi shamil hi tha

    kuchh nashe ki lahr bhi us ko surila kar gai

    baiTh kar main likh gaya hun dard-e-dil ka majra

    KHun ki ek bund kaghaz ko rangila kar gai

    Source:

    kulliyat-e-muniir niyaazii (Pg. 319)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now