Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sang kisi ke chalte jaen dhyan kisi ka rakkhen

Zakariya Shaz

sang kisi ke chalte jaen dhyan kisi ka rakkhen

Zakariya Shaz

MORE BYZakariya Shaz

    sañg kisī ke chalte jaa.eñ dhyān kisī rakkheñ

    ham vo musāfir saath apne sāmān kisī rakkheñ

    rañg-birañge manzar dil meñ āñhkeñ ḳhālī ḳhālī

    ham āvāz kisī ko deñ imkān kisī rakkheñ

    ik jaise haiñ dukh sukh sab ke ik jaisī ummīdeñ

    ek kahānī sab kyā unvān kisī rakkheñ

    din bhar to ham paḌhte phireñ apnī ġhazleñ nazmeñ

    raat sirhāne apne ham dīvān kisī rakkheñ

    ukhḌī ukhḌī ulTī sīdhī 'shāz' haiñ us bāteñ

    aao kuchh din is dil ko mehmān kisī rakkheñ

    sang kisi ke chalte jaen dhyan kisi ka rakkhen

    hum wo musafir sath apne saman kisi ka rakkhen

    rang-birange manzar dil mein aanhken KHali KHali

    hum aawaz kisi ko den imkan kisi ka rakkhen

    ek jaise hain dukh sukh sab ke ek jaisi ummiden

    ek kahani sab ki kya unwan kisi ka rakkhen

    din bhar to hum paDhte phiren apni ghazlen nazmen

    raat sirhane apne hum diwan kisi ka rakkhen

    ukhDi ukhDi ulTi sidhi 'shaz' hain us ki baaten

    aao kuchh din is dil ko mehman kisi ka rakkhen

    Source:

    khamoshi ki khidkii se (Pg. 307)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now