aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tumhaare dil ki tarah ye zamin tang nahin

Akbar Ali Khan Arshi Zadah

tumhaare dil ki tarah ye zamin tang nahin

Akbar Ali Khan Arshi Zadah

MORE BYAkbar Ali Khan Arshi Zadah

    tumhāre dil tarah ye zamīn tañg nahīñ

    ḳhudā shukr ki paañv meñ apne lañg nahīñ

    ajiib us se ta.alluq hai kyā kahā jaa.e

    kuchh aisī sulh nahīñ hai kuchh aisī jañg nahīñ

    koī batāo ki is aa.ine mol hai kyā

    jis aa.ine pe nishān-e-ġhubār-o-zañg nahīñ

    mirā junūn hai kotāh ye shahr-e-tabāh

    jo zaḳhm-e-sar ke liye yaañ talāsh-e-sañg nahīñ

    haiñ saare qāfila-sālār sab haiñ rāh-numā

    ye kyā safar hai jo koī kisī ke sañg nahīñ

    jo kuchh mata-e-hunar ho to sāmne laao

    ki ye zamāna-e-iz.hār-e-nasl-o-rañg nahīñ

    tumhaare dil ki tarah ye zamin tang nahin

    KHuda ka shukr ki panw mein apne lang nahin

    ajib us se talluq hai kya kaha jae

    kuchh aisi sulh nahin hai kuchh aisi jang nahin

    koi batao ki is aaine ka mol hai kya

    jis aaine pe nishan-e-ghubar-o-zang nahin

    mera junun hai kotah ya ye shahr-e-tabah

    jo zaKHm-e-sar ke liye yan talash-e-sang nahin

    hain sare qafila-salar sab hain rah-numa

    ye kya safar hai jo koi kisi ke sang nahin

    jo kuchh mata-e-hunar ho to samne lao

    ki ye zamana-e-izhaar-e-nasl-o-rang nahin

    Source:

    Sukhan Mere Tumhare Darmiyan (Pg. B-118 E-138)

    • Author: Akbar Ali Khan Arshi Zadah
      • Edition: 1938
      • Publisher: Rifat Jahan Begam
      • Year of Publication: 1998
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now