Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

usi ki dastanen hain usi ki qissa-KHwani hai

Khar Dehlavi

usi ki dastanen hain usi ki qissa-KHwani hai

Khar Dehlavi

MORE BYKhar Dehlavi

    usī dāstāneñ haiñ usī qissa-ḳhvānī hai

    vo lutf-e-ḳhās jo mujh par tirā ai yār-e-jānī hai

    na zālim abhī to tishna-e-dīdār haiñ āñkheñ

    zarā dam le abhī to dāstān-e-ġham sunānī hai

    mohabbat zulf aaseb jaadū hai nigāhoñ

    mohabbat fitna-e-mahshar balā-e-nā-gahānī hai

    bujhī hasrat nauha hai dil-e-marhūm mātam

    ba-alfāz-e-digar ye sher-ḳhvānī soz-ḳhvānī hai

    gharānā hai hamārā 'dāġh' ham dillī vaale haiñ

    zamāne meñ musallam 'ḳhār' apnī ḳhush-bayānī hai

    usi ki dastanen hain usi ki qissa-KHwani hai

    wo lutf-e-KHas jo mujh par tera ai yar-e-jaani hai

    na ja zalim abhi to tishna-e-didar hain aankhen

    zara dam le abhi to dastan-e-gham sunani hai

    mohabbat zulf ka aaseb jadu hai nigahon ka

    mohabbat fitna-e-mahshar bala-e-na-gahani hai

    bujhi hasrat ka nauha hai dil-e-marhum ka matam

    ba-alfaz-e-digar ye sher-KHwani soz-KHwani hai

    gharana hai hamara 'dagh' ka hum dilli wale hain

    zamane mein musallam 'KHar' apni KHush-bayani hai

    Source:

    Aazadi ke baad dehli men urdu gazal (Pg. 129)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now