Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaqin barson ka imkan kuchh dinon ka hun

Athar Nasik

yaqin barson ka imkan kuchh dinon ka hun

Athar Nasik

MORE BYAthar Nasik

    yaqīn barsoñ imkān kuchh dinoñ huuñ

    maiñ tere shahr meñ mehmān kuchh dinoñ huuñ

    phir is ke ba.ad mujhe harf harf honā hai

    tumhāre haath meñ dīvān kuchh dinoñ huuñ

    kisī bhī din ise sar se utaar pheñkuñgā

    maiñ ḳhud pe bojh mirī jaan kuchh dinoñ huuñ

    zamīn-zāde mirī umr hisāb na kar

    uThā ke dekh le mīzān kuchh dinoñ huuñ

    mujhe ye dukh hai ki hasharāt-e-ġham tumhāre liye

    maiñ ḳhurd-o-nosh sāmān kuchh dinoñ huuñ

    yaqin barson ka imkan kuchh dinon ka hun

    main tere shahr mein mehman kuchh dinon ka hun

    phir is ke baad mujhe harf harf hona hai

    tumhaare hath mein diwan kuchh dinon ka hun

    kisi bhi din ise sar se utar phenkunga

    main KHud pe bojh meri jaan kuchh dinon ka hun

    zamin-zade meri umr ka hisab na kar

    uTha ke dekh le mizan kuchh dinon ka hun

    mujhe ye dukh hai ki hasharaat-e-gham tumhaare liye

    main KHurd-o-nosh ka saman kuchh dinon ka hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now