aisii uljhii nazar un se haTtii nahii.n
Interesting Fact
Film: Ishqiya Year: 2010 Singer: Rahat Fateh Ali Khan Music: Vishal Bhardwaj Actor: Arshad Warsi, Naseeruddin Shah,Vidya Balan
aisii uljhii nazar un se haTtii nahii.n
daa.nt se reshmii Dor kaTtii nahii.n
'umr kab kii baras ke safed ho ga.ii
kaarii badrii javaanii kii chhuTtii nahii.n
vallaah ye dha.Dkan ba.Dhne lagii hai
chehre kii rangat u.Dne lagii hai
Dar lagtaa hai tanhaa sone me.n jii
dil to bachcha hai jii tho.Daa kachchaa hai jii
kis ko pata thaa pahluu me.n rakkhaa
dil aisaa paajii bhii hogaa
ham to hamesha samajhte the ko.ii
ham jaisaa haajii hii hogaa
haa.e zor kare.n kitnaa shor kare.n
be-vajah baato.n pe aive.n Gaur kare.n
dil saa ko.ii kamiina nahii.n
ko.ii to roke ko.ii to Toke
is 'umr me.n ab khaa.oge dhoke
Dar lagtaa hai 'ishq karne me.n jii
dil to bachcha hai jii
aisii udaasii baiThii hai dil pe
ha.nsne se ghabraa rahe hai.n
saarii javaanii katraa ke kaaTii
piirii me.n Takraa ga.e hai.n
dil dha.Daktaa hai to aise lagtaa hai vo
aa rahaa hai yahii.n dekhtaa hii na ho
prem kii maare.n kaTaar re
tauba ye lamhe kaTte nahii.n kyo.n
aa.nkho.n se merii haTte nahii.n kyo.n
Dar lagtaa hai mujh se kahne me.n jii
dil to bachcha hai jii
aisii uljhii nazar un se haTtii nahii.n
daa.nt se reshmii Dor kaTtii nahii.n
'umr kab kii baras ke safed ho ga.ii
kaarii badrii javaanii kii chhuTtii nahii.n
vallaah ye dha.Dkan ba.Dhne lagii hai
chehre kii rangat u.Dne lagii hai
Dar lagtaa hai tanhaa sone me.n jii
dil to bachcha hai jii tho.Daa kachchaa hai jii
kis ko pata thaa pahluu me.n rakkhaa
dil aisaa paajii bhii hogaa
ham to hamesha samajhte the ko.ii
ham jaisaa haajii hii hogaa
haa.e zor kare.n kitnaa shor kare.n
be-vajah baato.n pe aive.n Gaur kare.n
dil saa ko.ii kamiina nahii.n
ko.ii to roke ko.ii to Toke
is 'umr me.n ab khaa.oge dhoke
Dar lagtaa hai 'ishq karne me.n jii
dil to bachcha hai jii
aisii udaasii baiThii hai dil pe
ha.nsne se ghabraa rahe hai.n
saarii javaanii katraa ke kaaTii
piirii me.n Takraa ga.e hai.n
dil dha.Daktaa hai to aise lagtaa hai vo
aa rahaa hai yahii.n dekhtaa hii na ho
prem kii maare.n kaTaar re
tauba ye lamhe kaTte nahii.n kyo.n
aa.nkho.n se merii haTte nahii.n kyo.n
Dar lagtaa hai mujh se kahne me.n jii
dil to bachcha hai jii
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.