bane chaahe dushman zamaana hamaaraa
Interesting Fact
Film: Dostana Year: 1980 Singer: Kishore Kumar,Mohammed Rafi Music: Laxmikant Pyarelal Actor: Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha, Zeenat Aman
bane chaahe dushman zamaana hamaaraa
salaamat rahe dostaana hamaaraa
vo KHvaabo.n ke din vo kitaabo.n ke din
savaalo.n kii raate.n javaabo.n ke din
ka.ii saal ham ne guzaare yahaa.n
yahii.n saath khele hu.e ham javaa.n
thaa bachpan ba.Daa 'aashiqaana hamaaraa
salaamat rahe dostaana hamaaraa
na bichh.De.nge mar ke bhii ham dosto
hame.n dostii kii qasam dosto
pataa ko.ii puuchhe to kahte hai.n ham
ki ik-duuje ke dil me.n rahte hai.n ham
nahii.n aur ko.ii Thikaana hamaaraa
salaamat rahe dostaana hamaaraa
bane chaahe dushman zamaana hamaaraa
salaamat rahe dostaana hamaaraa
vo KHvaabo.n ke din vo kitaabo.n ke din
savaalo.n kii raate.n javaabo.n ke din
ka.ii saal ham ne guzaare yahaa.n
yahii.n saath khele hu.e ham javaa.n
thaa bachpan ba.Daa 'aashiqaana hamaaraa
salaamat rahe dostaana hamaaraa
na bichh.De.nge mar ke bhii ham dosto
hame.n dostii kii qasam dosto
pataa ko.ii puuchhe to kahte hai.n ham
ki ik-duuje ke dil me.n rahte hai.n ham
nahii.n aur ko.ii Thikaana hamaaraa
salaamat rahe dostaana hamaaraa
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.