dekhaa ek KHvaab to ye silsile hu.e
Interesting Fact
Film: Silsila Year: 1981 Singer: Kishore Kumar,Lata Mangeshkar Music: Shiv-Hari Actor: Amitabh Bachchan,Jaya Bachchan,Shashi Kapoor,Rekha,Sanjeev Kumar
dekhaa ek KHvaab to ye silsile hu.e
duur tak nigaaho.n me.n hai.n gul khule hu.e
ye gilaa hai aap kii nigaaho.n se
phuul bhii ho.n darmiyaa.n to faasle hu.e
dekhaa ek KHvaab to
merii saa.nso.n me.n basii KHushbuu terii
ye tere pyaar kii hai jaaduugarii
terii aavaaz hai havaa.o.n me.n
pyaar kaa rang hai fazaa.o.n me.n
dha.Dkano.n me.n tere giit hai.n mile hu.e
kyaa kahuu.n ke sharm se hai.n lab sile hu.e
dekhaa ek KHvaab to
meraa dil hai terii panaaho.n me.n
aa chhupaa luu.n tujhe mai.n baaho.n me.n
terii tasviir hai nigaaho.n me.n
duur tak raushnii hai raaho.n me.n
kal agar na raushnii ke qaafile hu.e
pyaar ke hazaar diip hai.n jale hu.e
dekhaa ek KHvaab to
dekhaa ek KHvaab to ye silsile hu.e
duur tak nigaaho.n me.n hai.n gul khule hu.e
ye gilaa hai aap kii nigaaho.n se
phuul bhii ho.n darmiyaa.n to faasle hu.e
dekhaa ek KHvaab to
merii saa.nso.n me.n basii KHushbuu terii
ye tere pyaar kii hai jaaduugarii
terii aavaaz hai havaa.o.n me.n
pyaar kaa rang hai fazaa.o.n me.n
dha.Dkano.n me.n tere giit hai.n mile hu.e
kyaa kahuu.n ke sharm se hai.n lab sile hu.e
dekhaa ek KHvaab to
meraa dil hai terii panaaho.n me.n
aa chhupaa luu.n tujhe mai.n baaho.n me.n
terii tasviir hai nigaaho.n me.n
duur tak raushnii hai raaho.n me.n
kal agar na raushnii ke qaafile hu.e
pyaar ke hazaar diip hai.n jale hu.e
dekhaa ek KHvaab to
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.