Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

suno naa sang-e-marmar kii ye miinaare.n

Kausar Munir

suno naa sang-e-marmar kii ye miinaare.n

Kausar Munir

MORE BYKausar Munir

    Interesting Fact

    Film: Youngistaan Year: 2014 Singer: Arijit Singh Music: Jeet Gannguli Actor: Jackky Bhagnani,Neha Sharma,Farooq Sheikh

    suno naa sa.ng-e-marmar kii ye miinaare.n

    kuchh bhii nahii.n hai.n aage tumhaare

    aaj se dil pe mire raaj tumhaaraa taaj tumhaaraa

    bin tere maddham maddham bhii chal rahii thii dha.Dkan

    jab se mile tum hame.n aa.nchal se tere ba.ndhe

    dil u.D rahaa hai

    suno naa aasmaano.n ke ye sitaare

    kuchh bhii nahii.n hai.n aage tumhaare

    ye dekho sapne mere nii.ndo.n se ho ke tere

    raato.n se kahte hai.n lo ham to savere hai.n vo

    sach ho ga.e jo

    suno naa do jahaano.n ke ye nazaare

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now