tum aa ga.e ho nuur aa gayaa hai
Interesting Fact
Film: Aandhi Year: 1975 Singer: Kishore Kumar,Lata Mangeshkar Music: R D Burman Actor: Sanjeev Kumar,Suchitra Sen
tum aa ga.e ho nuur aa gayaa hai
nahii.n to charaaGo.n se lau jaa rahii thii
jiine ki tum se vajah mil ga.ii hai
ba.Dii be-vajah zindagii jaa rahii thii
tum aa ga.e ho nuur
kahaa.n se chale kahaa.n ke liye
ye KHabar nahii.n thii magar
ko.ii bhii siraa jahaa.n jaa milaa
vahii.n tum miloge
ki ham tak tumhaarii du'aa aa rahii thii
tum aa ga.e ho nuur aa gayaa hai
nahii.n to charaaGo.n se lau jaa rahii thii
tum aa ga.e ho nuur
din Duubaa nahii.n raat Duubii nahii.n
jaane kaisaa hai safar
KHvaabo.n ke diye aa.nkho.n me.n liye
vahii.n aa rahe the
jahaa.n se tumhaarii sadaa aa rahii thii

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.