tuu ne o rangiile kaisaa jaaduu kiyaa
tuu ne o rangiile kaisaa jaaduu kiyaa
piyaa piyaa bole matvaalaa jiyaa
baa.nho.n me.n chhupaa ke ye kyaa kiyaa o re piyaa
paas bulaa ke gale se lagaa ke
tuu ne to badal Daalii duniyaa
na.e hai.n nazaare na.e hai.n ishaare
rahii na vo kal vaalii duniyaa
sapne dikhaa ke ye kyaa kiyaa o re piyaa
tuu ne o rangiile kaisaa jaaduu kiyaa
piyaa piyaa bole matvaalaa jiyaa
o mere saajan kaisii ye dha.Dkan
shor machaane lagii man me.n
jaise lahraa.e nadiyaa kaa paanii
lahar uThe re mere tan me.n
mujh me.n samaa ke ye kyaa kiyaa o re piyaa
tuu ne o rangiile kaisaa jaaduu kiyaa
piyaa piyaa bole matvaalaa jiyaa
tuu ne o rangiile kaisaa jaaduu kiyaa
piyaa piyaa bole matvaalaa jiyaa
baa.nho.n me.n chhupaa ke ye kyaa kiyaa o re piyaa
paas bulaa ke gale se lagaa ke
tuu ne to badal Daalii duniyaa
na.e hai.n nazaare na.e hai.n ishaare
rahii na vo kal vaalii duniyaa
sapne dikhaa ke ye kyaa kiyaa o re piyaa
tuu ne o rangiile kaisaa jaaduu kiyaa
piyaa piyaa bole matvaalaa jiyaa
o mere saajan kaisii ye dha.Dkan
shor machaane lagii man me.n
jaise lahraa.e nadiyaa kaa paanii
lahar uThe re mere tan me.n
mujh me.n samaa ke ye kyaa kiyaa o re piyaa
tuu ne o rangiile kaisaa jaaduu kiyaa
piyaa piyaa bole matvaalaa jiyaa
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.