u.De.n jab jab zulfe.n terii
Interesting Fact
Film: Naya Daur Year: 1957 Singer: Mohammed Rafi,Asha Bhosle Music: O. P. Nayyar Actor: Dilip Kumar,Vyjayanthimala,Ajeet,Jeevan
u.De.n jab jab zulfe.n terii
ka.nvaariyo.n kaa dil machle jind meriye
jab aise chikne chehre
to kaise na nazar phisle jind meriye
rut pyaar karan kii aa.ii
ki beriyo.n ke ber pak ga.e jind meriye
kabhii Daal idhar bhii pheraa
ki tak tak nain thak ga.e jind meriye
us gaa.nv pe svarg bhii sadqe
ki jahaa.n meraa yaar bastaa jind meriye
paanii lene ke bahaane aa jaa
ki teraa meraa ik rasta jind meriye
tujhe chaa.nd ke bahaane dekhuu.n
tuu chhat par aa jaa goriye jind meriye
abhii chhe.De.nge galii ke sab la.Dke
ki chaa.nd bairii chhup jaane de jind meriye
terii chaal hai naagin jaisii
rii jogii tujhe le jaa.e.nge jind meriye
jaa.e.n kahii.n bhii magar ham sajnaa
ye dil tujhe de jaa.e.nge jind meriye
u.De.n jab jab zulfe.n terii
ka.nvaariyo.n kaa dil machle jind meriye
jab aise chikne chehre
to kaise na nazar phisle jind meriye
rut pyaar karan kii aa.ii
ki beriyo.n ke ber pak ga.e jind meriye
kabhii Daal idhar bhii pheraa
ki tak tak nain thak ga.e jind meriye
us gaa.nv pe svarg bhii sadqe
ki jahaa.n meraa yaar bastaa jind meriye
paanii lene ke bahaane aa jaa
ki teraa meraa ik rasta jind meriye
tujhe chaa.nd ke bahaane dekhuu.n
tuu chhat par aa jaa goriye jind meriye
abhii chhe.De.nge galii ke sab la.Dke
ki chaa.nd bairii chhup jaane de jind meriye
terii chaal hai naagin jaisii
rii jogii tujhe le jaa.e.nge jind meriye
jaa.e.n kahii.n bhii magar ham sajnaa
ye dil tujhe de jaa.e.nge jind meriye
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.