Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

vo chaa.nd khilaa vo taare ha.nse ye raat 'ajab matvaalii hai

Shailendra

MORE BYShailendra

    Interesting Fact

    Film:  Anari Year: 1959 Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh Kumar Music:  Shankar–Jaikishan Actor: Raj Kapoor, Nutan

    vo chaa.nd khilaa vo taare ha.nse ye raat 'ajab matvaalii hai

    samajhne vaale samajh ga.e hai.n na samjhe vo anaa.Dii hai

    chaa.ndii sii chamaktii raahe.n vo dekho jhuum jhuum ke bulaa.e.n

    kirno.n ne pasaarii baa.nhe.n ki armaa.n naach naach lahraa.e.n

    baaje dil ke taar gaa.e ye bahaar ubhre hai pyaar jiivan me.n

    kirno.n ne chunariyaa taanii bahaare.n kis pe aaj hai.n diivaanii

    chandaa kii chaal mastaanii hai paagal jis pe raat kii raanii

    taaro.n kaa jaal le le dil nikaal puuchho naa haal mere dil kaa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now