Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye qaafile yaado.n ke kahii.n kho ga.e hote

Shahryar

MORE BYShahryar

    Interesting Fact

    Film: Faasle Year: 1985 Singer: Asha Bhosle Music: Shiv-Hari Actor: Sunil Dutt,Rekha,Farah,Rohan Kapoor

    ye qaafile yaado.n ke kahii.n kho ga.e hote

    ik pal bhii agar bhuul se ham so ga.e hote

    is mo.D pe ab tujh se bichha.Dnaa nahii.n aasaa.n

    pahle hii kahii.n tujh se judaa ho ga.e hote

    miltii ki na miltii ye muqaddar thaa hamaaraa

    manzil kii taraf apnii qadam to ga.e hote

    duniyaa bhii buraa kahtii gila tujh ko bhii hotaa

    ham had se zaraa aage chale jo ga.e hote

    ik pal bhii agar bhuul se ham so ga.e ho

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now