Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aadmi raushni nahin pae

Naqqash Ali Balooch

aadmi raushni nahin pae

Naqqash Ali Balooch

MORE BYNaqqash Ali Balooch

    aadmī raushnī nahīñ paa.e

    jab talak bandagī nahīñ paa.e

    chaar ilm ke ḳhazāne haiñ

    par bashar āgahī nahīñ paa.e

    tār-e-sīmāb-o-sozan-e-zar se

    chaak dāman nahīñ paa.e

    jaam āb-e-hayāt se pur thā

    ek qatra bhī nahīñ paa.e

    kitne nādāñ the marne vaale sab

    jaise jiinā thā nahīñ paa.e

    aadmi raushni nahin pae

    jab talak bandagi nahin pae

    chaar su ilm ke KHazane hain

    par bashar aagahi nahin pae

    tar-e-simab-o-sozan-e-zar se

    chaak daman ka si nahin pae

    jam aab-e-hayat se pur tha

    ek qatra bhi pi nahin pae

    kitne nadan the marne wale sab

    jaise jina tha ji nahin pae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now