Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aag ka dariya par kare ho

Vishal Khullar

aag ka dariya par kare ho

Vishal Khullar

MORE BYVishal Khullar

    aag dariyā paar kare ho

    maut kārobār kare ho

    hañsnā mushkil ronā mushkil

    ḳhud ko yuuñ lāchār kare ho

    āñkheñ kholo sādhū baabā

    tark ye kyoñ sansār kare ho

    dil ke badle pāgal ho kyā

    sāñsoñ byopār kare ho

    'khullar' tum raah ko apnī

    do-dhārī talvār kare ho

    aag ka dariya par kare ho

    maut ka karobar kare ho

    hansna mushkil rona mushkil

    KHud ko yun lachaar kare ho

    aankhen kholo sadhu baba

    tark ye kyon sansar kare ho

    dil ke badle pagal ho kya

    sanson ka byopar kare ho

    'khullar' ji tum rah ko apni

    do-dhaari talwar kare ho

    Source:

    (Pg. 119)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now