Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aagahi ilm-o-basirat mein nikhar jaane ka nam

Ateeq Ahmad Jazib

aagahi ilm-o-basirat mein nikhar jaane ka nam

Ateeq Ahmad Jazib

MORE BYAteeq Ahmad Jazib

    āgahī ilm-o-basīrat meñ nikhar jaane naam

    raushnī rāh-e-vafā meñ ḳhud bikhar jaane naam

    aadmī iḳhlās ke gesū sañvar jaane naam

    dostī jazbāt ke siine meñ bhar jaane naam

    tishnagī manzil se pahle Thahar jaane naam

    shā.erī jazbāt ke siine meñ bhar jaane naam

    ḳhud-sarī nazroñ se auroñ ke utar jaane naam

    buzdilī saa.e se apne aap Dar jaane naam

    bandagī har aarzū qurbān kar jaane naam

    zindagī ishq-o-mohabbat meñ mar jaane naam

    aagahi ilm-o-basirat mein nikhar jaane ka nam

    raushni rah-e-wafa mein KHud bikhar jaane ka nam

    aadmi iKHlas ke gesu sanwar jaane ka nam

    dosti jazbaat ke sine mein bhar jaane ka nam

    tishnagi manzil se pahle hi Thahar jaane ka nam

    shaeri jazbaat ke sine mein bhar jaane ka nam

    KHud-sari nazron se auron ke utar jaane ka nam

    buzdili sae se apne aap Dar jaane ka nam

    bandagi har aarzu qurban kar jaane ka nam

    zindagi ishq-o-mohabbat hi mein mar jaane ka nam

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now