aankh ko aaina samajhte ho
aañkh ko aa.ina samajhte ho
'aks ko jaane kyā samajhte ho
dost ab kyoñ nahīñ samajhte tum
tum to kahte the nā samajhte ho
apnā ġham tum ko kaise samjhā.ūñ
sab se haarā huā samajhte ho
merī duniyā ujaḌ ga.ī is meñ
tum ise hādisa samajhte ho
āḳhirī rāsta to baaqī hai
āḳhirī rāsta samajhte ho
aankh ko aaina samajhte ho
'aks ko jaane kya samajhte ho
dost ab kyon nahin samajhte tum
tum to kahte the na samajhte ho
apna gham tum ko kaise samjhaun
sab se haara hua samajhte ho
meri duniya ujaD gai is mein
tum ise hadisa samajhte ho
aaKHiri rasta to baqi hai
aaKHiri rasta samajhte ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.