Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aankh se aankh mila baat banata kyun hai

Saeed Rahi

aankh se aankh mila baat banata kyun hai

Saeed Rahi

MORE BYSaeed Rahi

    aañkh se aañkh milā baat banātā kyuuñ hai

    agar mujh se ḳhafā hai to chhupātā kyuuñ hai

    ġhair lagtā hai na apnoñ tarah miltā hai

    zamāne tarah mujh ko satātā kyuuñ hai

    vaqt ke saath hālāt badal jaate haiñ

    ye haqīqat hai magar mujh ko sunātā kyuuñ hai

    ek muddat se jahāñ qāfile guzre nahīñ

    aisī rāhoñ pe charāġhoñ ko jalātā kyuuñ hai

    aankh se aankh mila baat banata kyun hai

    tu agar mujh se KHafa hai to chhupata kyun hai

    ghair lagta hai na apnon ki tarah milta hai

    tu zamane ki tarah mujh ko satata kyun hai

    waqt ke sath hi haalat badal jate hain

    ye haqiqat hai magar mujh ko sunata kyun hai

    ek muddat se jahan qafile guzre hi nahin

    aisi rahon pe charaghon ko jalata kyun hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now