Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aankhon ka hai qusur agar wo ayan nahin

Sada Ambalvi

aankhon ka hai qusur agar wo ayan nahin

Sada Ambalvi

MORE BYSada Ambalvi

    āñkhoñ hai qusūr agar vo ayaañ nahīñ

    varna to kis makāñ meñ makīñ lā-makāñ nahīñ

    har shai kuchh na kuchh yahāñ maqsad zarūr hai

    is kā.enāt meñ kahīñ kuchh rā.egāñ nahīñ

    had hai agar to sang-tarāshoñ ke fan hai

    patthar meñ varna sūrateñ kyā kyā nihāñ nahīñ

    hadd-e-nazar hai jis pe hai chhat gumāñ hameñ

    varna zamīñ ke sar pe koī āsmāñ nahīñ

    mujh meñ na rang DhūñDiye 'ġhālib' 'mīr'

    miltā kisī se bhī mirā tarz-e-bayāñ nahīñ

    kyā lutf shā.erī uThā.eñge bad-nasīb

    sīkhī jinhoñ ne ai 'sadā' urdu zabāñ nahīñ

    aankhon ka hai qusur agar wo ayan nahin

    warna to kis makan mein makin la-makan nahin

    har shai ka kuchh na kuchh yahan maqsad zarur hai

    is kaenat mein kahin kuchh raegan nahin

    had hai agar to sang-tarashon ke fan ki hai

    patthar mein warna suraten kya kya nihan nahin

    hadd-e-nazar hai jis pe hai chhat ka guman hamein

    warna zamin ke sar pe koi aasman nahin

    mujh mein na rang DhunDiye 'ghaalib' ya 'mir' ka

    milta kisi se bhi mera tarz-e-bayan nahin

    kya lutf shaeri ka uThaenge bad-nasib

    sikhi jinhon ne ai 'sada' urdu zaban nahin

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Unknown

    Unknown

    Ghulam Abbas

    Ghulam Abbas

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now