Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aap ki hasti kya hasti hai

Aasi Faiqi

aap ki hasti kya hasti hai

Aasi Faiqi

MORE BYAasi Faiqi

    aap hastī kyā hastī hai

    sarmastī sarmastī hai

    jab ham aapas meñ milte haiñ

    duniyā āvāzeñ kastī hai

    mahñgā.ī ke yug meñ socho

    maañ mamtā kyoñ sastī hai

    bastī basānā khel hai kyā

    baste baste bastī hai

    yādoñ ke daftar meñ 'āsī'

    guzre lamhoñ nastī hai

    aap ki hasti kya hasti hai

    sarmasti hi sarmasti hai

    jab hum aapas mein milte hain

    duniya aawazen kasti hai

    mahngai ke yug mein socho

    man ki mamta kyon sasti hai

    basti basana khel hai kya

    baste baste hi basti hai

    yaadon ke daftar mein 'asi'

    guzre lamhon ki nasti hai

    Source:

    Zar-e-Gul (Pg. 68)

    • Author: Aasi Faiqi
      • Publisher: Noorul Hasan Wakil
      • Year of Publication: 1987
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now