Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aariz se tere bahaar maqsud

Kishan Kumaar Waqaar

aariz se tere bahaar maqsud

Kishan Kumaar Waqaar

MORE BYKishan Kumaar Waqaar

    aariz se tire bahār maqsūd

    hai ḳhat se ba-naqsha-zār maqsūd

    uḌ uḌ ke ġhubār-e-āshiq aayā

    kūcha meñ jo thā mazār maqsūd

    ka.abe se ġhazāl kūdtā aa.e

    ho un agar shikār maqsūd

    gesū se ġharaz hai ḳhaas kar lail

    ruḳhsār se hai nahār maqsūd

    nargis hai chaman dīda-e-shauq

    hai aap intizār maqsūd

    dil na kalī shagufta hogī

    gul se na rakhe hazār maqsūd

    dāġhoñ 'vaqār' siina mushtāq

    hai koh lāla-zār maqsūd

    aariz se tere bahaar maqsud

    hai KHat se ba-naqsha-zar maqsud

    uD uD ke ghubar-e-ashiq aaya

    kucha mein jo tha mazar maqsud

    kabe se ghazal kudta aae

    ho un ka agar shikar maqsud

    gesu se gharaz hai KHas kar lail

    ruKHsar se hai nahaar maqsud

    nargis hai chaman ki dida-e-shauq

    hai aap ka intizar maqsud

    dil ki na kali shagufta hogi

    gul se na rakhe hazar maqsud

    daghon ka 'waqar' sina mushtaq

    hai koh ka lala-zar maqsud

    Source:

    Deewan-e-Waqaar (Pg. 81)

    • Author: Kishan Kumaar Waqaar
      • Edition: 1899
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1899
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now