Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aasaish ki chah na kar

Shaz Sharqi

aasaish ki chah na kar

Shaz Sharqi

MORE BYShaz Sharqi

    āsā.ish chaah na kar

    mushkil apnī raah na kar

    kufr-o-shirk se rabt na rakh

    fard-e-amal ko siyāh na kar

    mushkil meñ le sabr se kaam

    mushkil meñ aah na kar

    māl-e-muft ho pesh agar

    us par kabhī nigāh na kar

    jhāñk garebāñ meñ apne

    vaa.iz hameñ tabāh na kar

    de kar dars ta.assub

    qaum ko yuuñ gumrāh na kar

    kar na kisī haq-talfī

    ye sangīn gunāh na kar

    ḳhush rah 'shāz' kifāyat meñ

    aish hargiz chaah na kar

    aasaish ki chah na kar

    mushkil apni rah na kar

    kufr-o-shirk se rabt na rakh

    fard-e-amal ko siyah na kar

    mushkil mein le sabr se kaam

    mushkil mein tu aah na kar

    mal-e-muft ho pesh agar

    us par kabhi nigah na kar

    jhank gareban mein apne

    waiz hamein tabah na kar

    de kar dars tassub ka

    qaum ko yun gumrah na kar

    kar na kisi ki haq-talfi

    ye sangin gunah na kar

    KHush rah 'shaz' kifayat mein

    aish ki hargiz chah na kar

    Source:

    Yadon Ke Charagh (Pg. 102)

    • Author: Shaz Sharqi
      • Publisher: Naved Shabbir Qazi
      • Year of Publication: 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now