Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab tak sharik-e-mahfil-e-aghyar kaun hai

Zehra Nigaah

ab tak sharik-e-mahfil-e-aghyar kaun hai

Zehra Nigaah

MORE BYZehra Nigaah

    ab tak sharīk-e-mahfil-e-aġhyār kaun hai

    ham bevafā hue to ḳhatā-vār kaun hai

    yaañ sab ko mil ga.e haiñ sahāre ba-qadr-e-shauq

    tum sochte rahe ki talabgār kaun hai

    nazroñ ne kis chaak kiye parda-hā-e-rañg

    sañvlā diyā hai jis ne ruḳh-e-yār kaun hai

    dāman hazār chaak garebāñ hazār

    ye dekhnā hai kitnā gunahgār kaun hai

    ab tak sharik-e-mahfil-e-aghyar kaun hai

    hum bewafa hue to KHata-war kaun hai

    yan sab ko mil gae hain sahaare ba-qadr-e-shauq

    tum sochte rahe ki talabgar kaun hai

    nazron ne kis ki chaak kiye parda-ha-e-rang

    sanwla diya hai jis ne ruKH-e-yar kaun hai

    daman hazar chaak gareban hazar wa

    ye dekhna hai kitna gunahgar kaun hai

    Source:

    Funoon(Jadeed Ghazal Number: Volume-002) (Pg. 330)

      • Edition: 1969
      • Publisher: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Year of Publication: 1969
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now