Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab uske milne ka koi guman bhi to nahin

Zafar Zaidi

ab uske milne ka koi guman bhi to nahin

Zafar Zaidi

MORE BYZafar Zaidi

    ab us ke milne koī gumān bhī to nahīñ

    ki mere shahr meñ us makān bhī to nahīñ

    sulagnā dhuup meñ hai bhīgnā hai bārish meñ

    ki mere sar pe koī sā.ebān bhī to nahīñ

    unhoñne pūchhā jo mujh se sabab ḳhamoshī

    kahūñgā kyā mire muñh meñ zabān bhī to nahīñ

    maiñ apne-āp se rahtā huuñ be-ta.alluq

    nazar meñ merī koī imtihān bhī to nahīñ

    ab us ke milne ka koi guman bhi to nahin

    ki mere shahr mein us ka makan bhi to nahin

    sulagna dhup mein hai bhigna hai barish mein

    ki mere sar pe koi saeban bhi to nahin

    unhonne puchha jo mujh se sabab KHamoshi ka

    kahunga kya mere munh mein zaban bhi to nahin

    main apne-ap se rahta hun be-talluq sa

    nazar mein meri koi imtihan bhi to nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now