Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

abas is zindagi par ghafilon ka faKHr karna hai

Akbar Allahabadi

abas is zindagi par ghafilon ka faKHr karna hai

Akbar Allahabadi

MORE BYAkbar Allahabadi

    'abas is zindagī par ġhāfiloñ faḳhr karnā hai

    ye jiinā koī jiinā hai ki jis ke saath marnā hai

    jo mustaqbil ke 'āshiq haiñ unheñ uljhan mubārak ho

    hameñ to sirf ab guzrā zamāna yaad karnā hai

    gul-e-pazhmurda se ġhunche ko hamdardī nahīñ mumkin

    abhī to is ko khilnā hai abhī is ko sañvarnā hai

    mirā dil mujh se kahtā hai mire siine meñ ai 'akbar'

    ta'ajjub hai ki rahnā sahl hai mushkil Thaharnā hai

    ḳhudā jaane vo kyā samjhe ki bigḌe is qadar mujh par

    kahā thā maiñ ne itnā mujhe kuchh ‘arz karnā hai

    'abas is zindagi par ghafilon ka faKHr karna hai

    ye jina koi jina hai ki jis ke sath marna hai

    jo mustaqbil ke 'ashiq hain unhen uljhan mubarak ho

    hamein to sirf ab guzra zamana yaad karna hai

    gul-e-pazhmurda se ghunche ko hamdardi nahin mumkin

    abhi to is ko khilna hai abhi is ko sanwarna hai

    mera dil mujh se kahta hai mere sine mein ai 'akbar'

    ta'ajjub hai ki rahna sahl hai mushkil Thaharna hai

    KHuda jaane wo kya samjhe ki bigDe is qadar mujh par

    kaha tha main ne itna hi mujhe kuchh ‘arz karna hai

    Source :
    • Book : ہنگامہ ہے کیوں برپا (Pg. 91)
    • Author : اکبر الہ آبادی
    • Publication : ریختہ بکس (2023)
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now