Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

abhi shuur ne bas dukhti rag TaToli hai

Manmohan Talkh

abhi shuur ne bas dukhti rag TaToli hai

Manmohan Talkh

MORE BYManmohan Talkh

    abhī shu.ūr ne bas dukhtī rag TaTolī hai

    abhī to zindagī bas niiñd meñ bolī hai

    kisī ḳhayāl ne shab ko jo aañkh kholī hai

    dukhoñ os meñ dil ne navā bhigo hai

    paḌī nahīñ hai tumheñ vaqt abhī tak maar

    bhugat sakoge bhī kyā tum zabāñ to kholī hai

    mazāq bas ye kiyā mere saath fitrat ne

    matā-e-dil bhī mirī bas nazar meñ tolī hai

    kabhī is apne tasavvur pe aañkh bhī bhar aa.ī

    qazā ke dosh pe jaise baqā Dolī hai

    abhi shuur ne bas dukhti rag TaToli hai

    abhi to zindagi bas nind hi mein boli hai

    kisi KHayal ne shab ko jo aankh kholi hai

    dukhon ki os mein dil ne nawa bhigo li hai

    paDi nahin hai tumhein waqt ki abhi tak mar

    bhugat sakoge bhi kya tum zaban to kholi hai

    mazaq bas ye kiya mere sath fitrat ne

    mata-e-dil bhi meri bas nazar mein toli hai

    kabhi is apne tasawwur pe aankh bhi bhar aai

    qaza ke dosh pe jaise baqa ki Doli hai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    abhi shuur ne bas dukhti rag TaToli hai Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now