Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

adam ke jaane walon ko bulaya ja nahin sakta

Zafar Mujeebi

adam ke jaane walon ko bulaya ja nahin sakta

Zafar Mujeebi

MORE BYZafar Mujeebi

    adam ke jaane vāloñ ko bulāyā nahīñ saktā

    kuchh aisī niiñd so.e haiñ jagāyā nahīñ saktā

    zarā baat par itnā na tum rūThā karo mujh se

    mirā kuchh haal hai aisā batāyā nahīñ saktā

    mire ġham-kada meñ luT ga.iiñ ḳhushiyāñ mire dil

    ḳhushī koī naġhma aaj gaayā nahīñ saktā

    jo apne maslak-o-īmāñ se haT kar rahā hogā

    kujā manzil ki us se kuchh bhī paayā nahīñ saktā

    'zafar' kaifiyat ko jaan kar kyā kar sakoge tum

    vo zaḳhmī dil hai us ki dikhāyā nahīñ saktā

    adam ke jaane walon ko bulaya ja nahin sakta

    kuchh aisi nind soe hain jagaya ja nahin sakta

    zara si baat par itna na tum ruTha karo mujh se

    mera kuchh haal hai aisa bataya ja nahin sakta

    mere hi gham-kada mein luT gain KHushiyan mere dil ki

    KHushi ka koi naghma aaj gaya ja nahin sakta

    jo apne maslak-o-iman se haT kar ja raha hoga

    kuja manzil ki us se kuchh bhi paya ja nahin sakta

    'zafar' ki kaifiyat ko jaan kar kya kar sakoge tum

    wo zaKHmi dil hai us ka ki dikhaya ja nahin sakta

    Source:

    Aqdar (Pg. 32)

    • Author: Zafar Mujeebi
      • Publisher: Book Corner, Motihari
      • Year of Publication: 2003
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now