Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

afsana likh rahi hun dil-e-be-qarar ka

Shakeel Badayuni

afsana likh rahi hun dil-e-be-qarar ka

Shakeel Badayuni

MORE BYShakeel Badayuni

    afsāna likh rahī huuñ dil-e-be-qarār

    āñkhoñ meñ rang bhar ke tire intizār

    jab nahīñ to kuchh bhī nahīñ hai bahār meñ

    chāhtā hai muñh bhī na dekhūñ bahār

    hāsil haiñ yuuñ to mujh ko zamāne daulateñ

    lekin nasīb laa.ī huuñ ik sogvār

    aa ab to aañkh meñ aañsū bhī aa ga.e

    sāġhar chhalak uThā mire sabr-o-qarār

    afsana likh rahi hun dil-e-be-qarar ka

    aankhon mein rang bhar ke tere intizar ka

    jab tu nahin to kuchh bhi nahin hai bahaar mein

    ji chahta hai munh bhi na dekhun bahaar ka

    hasil hain yun to mujh ko zamane ki daulaten

    lekin nasib lai hun ek sogwar ka

    aa ja ki ab to aankh mein aansu bhi aa gae

    saghar chhalak uTha mere sabr-o-qarar ka

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now