Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ai chingari rakh na ban

Mohammad Ali Taj

ai chingari rakh na ban

Mohammad Ali Taj

MORE BYMohammad Ali Taj

    ai chingārī raakh na ban

    phūñk de merā dāman

    tujh se vafā ummīdeñ

    dekh mirā dīvāna-pan

    ham dukhiyoñ se hañs kar mil

    kyā joban kyā maayā dhan

    mujh meñ apnā 'aks na dekh

    maiñ huuñ ik TuuTā darpan

    ai chingari rakh na ban

    phunk de mera hi daman

    tujh se wafa ki ummiden

    dekh mera diwana-pan

    hum dukhiyon se hans kar mil

    kya joban kya maya dhan

    mujh mein apna 'aks na dekh

    main hun ek TuTa darpan

    Source:

    Kheema-e-Gul (Pg. 47)

    • Author: Mohammad Ali Taj
      • Publisher: Maktaba-e-Afkar, Bhopal
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now