Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ai jaan shab-e-hijran teri saKHt baDi hai

Faez Dehlvi

ai jaan shab-e-hijran teri saKHt baDi hai

Faez Dehlvi

MORE BYFaez Dehlvi

    ai jaan shab-e-hijrāñ tirī saḳht baḌī hai

    har pal magar is nis barmhā ghaḌī hai

    har baal meñ hai merā dil-e-sāf giraftār

    kyā ḳhuub tirī zulf meñ motiyāñ laḌī hai

    nīlam jhalak detī hai yāqūt meñ goyā

    so tere lab-e-lāl pe missī dhaḌī hai

    the zikr darāzī ke tirī hijr shab ke

    kyā pahuñchī shitāb aa ke tirī umr baḌī hai

    sūraj jalāne kuuñ jigar jiyūñ dil-e-'fā.ez'

    ai naar kyuuñ dhuup meñ sar khol khaḌī hai

    ai jaan shab-e-hijran teri saKHt baDi hai

    har pal magar is nis ki barmha ki ghaDi hai

    har baal mein hai mera dil-e-saf giraftar

    kya KHub teri zulf mein motiyan ki laDi hai

    nilam ki jhalak deti hai yaqut mein goya

    so tere lab-e-lal pe missi ki dhaDi hai

    the zikr daraazi ke teri hijr ki shab ke

    kya pahunchi shitab aa ke teri umr baDi hai

    suraj ka jalane kun jigar jiyun dil-e-'faez'

    ai nar tu kyun dhup mein sar khol khaDi hai

    Source:

    Dewan-e-Faiz (Pg. B-186 E-188)

    • Author: Fayez
      • Edition: 1946
      • Publisher: Anjuman Taraqqi Urdu (Hind), Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now