Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ai jawanan nau-bahaaran mein qadah-noshi karo

Obaidullah Khan Mubtala

ai jawanan nau-bahaaran mein qadah-noshi karo

Obaidullah Khan Mubtala

MORE BYObaidullah Khan Mubtala

    ai javānāñ nau-bahārāñ meñ qadah-noshī karo

    gul-badan saaqī setī har shab ham-āġhoshī karo

    dostī rah meñ dil kuuñ sard karnā ḳhuub na.iiñ

    dam-ba-dam ḳhurshīd-rūyāñ siiñ garam-joshī karo

    mudda.ā gar hai zuhūr-e-qurb apnā ḳhalq par

    anjuman meñ barmalā ḳhūbāñ se sargoshī karo

    mah-ruḳhāñ ke dekhne hai agar dil muuñ talāsh

    āsmāñ saañ iḳhtiyār-e-ḳhāna-bardoshī karo

    ahl-e-ma.anī meñ agar dāḳhil hone shauq hai

    harf-e-be-ma.anī satī har vaqt ḳhāmoshī karo

    ai jawanan nau-bahaaran mein qadah-noshi karo

    gul-badan saqi seti har shab ham-aghoshi karo

    dosti ki rah mein dil kun sard karna KHub nain

    dam-ba-dam KHurshid-ruyan sin garam-joshi karo

    muddaa gar hai zuhur-e-qurb apna KHalq par

    anjuman mein barmala KHuban se sargoshi karo

    mah-ruKHan ke dekhne ka hai agar dil mun talash

    aasman san iKHtiyar-e-KHana-bardoshi karo

    ahl-e-mani mein agar daKHil hone ka shauq hai

    harf-e-be-mani sati har waqt KHamoshi karo

    Source:

    Dewan-e-mubtalaáEk Eham Go Shayar-Muqallid Waliâ (Pg. B-70 E-71)

      • Edition: 1996
      • Publisher: Noorul Hasan Hashmi
      • Year of Publication: 1996
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now