Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ai moarriKH mulk ki taswir likh

Irshad Ahmad Arshad

ai moarriKH mulk ki taswir likh

Irshad Ahmad Arshad

MORE BYIrshad Ahmad Arshad

    ai mo.arriḳh mulk tasvīr likh

    chal rahe haiñ nafrateñ ke tiir likh

    jāhiloñ izzat-e-tauqīr likh

    ālim-o-fāzil hai tahqīr likh

    be-gunāhoñ koī taqsīr likh

    paañv meñ Daalī huī zanjīr likh

    koshish-e-paiham amal tadbīr likh

    tere hāthoñ meñ nahīñ taqdīr likh

    be-hisī 'arshad' miyāñ achchhī nahīñ

    zehn par ehsās zanjīr likh

    ai moarriKH mulk ki taswir likh

    chal rahe hain nafraten ke tir likh

    jahilon ki izzat-e-tauqir likh

    aalim-o-fazil ki hai tahqir likh

    be-gunahon ki koi taqsir likh

    panw mein Dali hui zanjir likh

    koshish-e-paiham amal tadbir likh

    tere hathon mein nahin taqdir likh

    be-hisi 'arshad' miyan achchhi nahin

    zehn par ehsas ki zanjir likh

    Source:

    Ghazlistan-e-Barar (Pg. 296)

      • Publisher: Sajid Urdu Press, Akola
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now