Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ai sakhiyan maine dekhya sang kar ke yar ka

Qazi Mahmud Behri

ai sakhiyan maine dekhya sang kar ke yar ka

Qazi Mahmud Behri

MORE BYQazi Mahmud Behri

    ai sakhīyan maiñ ne dekhyā sang kar ke yaar

    pan na dekhyā be-samajh hor sang-dil tujh saar

    jiiv lene jāntā hor dilbarī ke kalā

    ghar meñ hai lag aapnā hor bhārge parpār

    jiiv jal kahtā huuñ maiñ pan sun tuuñ sañgīñ huuñ nikū

    bol apas birah par bas meñ bilkhanhār

    ghaav kaarī uchh na jaanā jiiv hor jam talkhalī

    yuuñ to ḳhāsiyat disyā tujh 'ishq tarvār

    til tire rakhte haiñ jaagā tiin lak payāde aaj

    chak tire karte haiñ dā'vā chaar lak asvār

    'ishq meñ kuchh 'adl achhutā to na achhutā be-dhaḌak

    dukh dilāvar lashkarī sar kaaT sukh sardār

    'bahriyā' sar paañv kyuuñ kartā haqīqat so bol

    girnā khaḌtā sar pe tere u majāzī maar

    ai sakhiyan main ne dekhya sang kar ke yar ka

    pan na dekhya be-samajh hor sang-dil tujh sar ka

    jiw lene jaanta hor dilbari ke tu kala

    ghar mein hai lag aapna hor bhaarge parpar ka

    jiw jal kahta hun main pan sun tun sangin hun niku

    bol apas ki birah ki par bas mein bilkhanhaar ka

    ghaw kari uchh na jaana jiw hor jam talkhali

    yun to KHasiyat disya tujh 'ishq ki tarwar ka

    til tere rakhte hain jaga tin lak payaade ki aaj

    chak tere karte hain da'wa chaar lak aswar ka

    'ishq mein kuchh 'adl achhuta to na achhuta be-dhaDak

    dukh dilawar lashkari sar kaT sukh sardar ka

    'bahriya' sar panw kyun karta haqiqat ka so bol

    girna khaDta sar pe tere u majazi mar ka

    Source:

    Kulliyat-e-Behri (Pg. e-134 p-127)

    • Author: Qazi Mahmud Behri
      • Edition: 1939
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1939
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now