Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aisa hai tere pyar ka saya

Rasheed Khan Raza

aisa hai tere pyar ka saya

Rasheed Khan Raza

MORE BYRasheed Khan Raza

    aisā hai tere pyaar saaya

    jaise fasl-e-bahār saaya

    un ke aane hai ḳhabar detā

    kārvāñ ke ġhubār saaya

    be-sabab to nahīñ hai āñkhoñ par

    dekhiye ye ḳhumār saaya

    us ko jannat se kam nahīñ duniyā

    jis pe hai maañ ke pyaar saaya

    mujh ko jiine de aur na marne de

    ye tire intizār saaya

    kyā bigāḌegā ye jahāñ apnā

    sar pe hai kirdgār saaya

    aaj kyoñ uTh gayā zamāne se

    ai 'razā' e'tibār saaya

    aisa hai tere pyar ka saya

    jaise fasl-e-bahaar ka saya

    un ke aane ki hai KHabar deta

    karwan ke ghubar ka saya

    be-sabab to nahin hai aankhon par

    dekhiye ye KHumar ka saya

    us ko jannat se kam nahin duniya

    jis pe hai man ke pyar ka saya

    mujh ko jine de aur na marne de

    ye tere intizar ka saya

    kya bigaDega ye jahan apna

    sar pe hai kirdgar ka saya

    aaj kyon uTh gaya zamane se

    ai 'raza' e'tibar ka saya

    Source:

    Ghazlistan-e-Barar (Pg. 199)

      • Publisher: Sajid Urdu Press, Akola
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now