Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ajib shaKHs hai kaisi ye justuju hai use

Marghoob Ali

ajib shaKHs hai kaisi ye justuju hai use

Marghoob Ali

MORE BYMarghoob Ali

    ajiib shaḳhs hai kaisī ye justujū hai use

    palak se ḳhaar uThāne aarzū hai use

    vo ḳhvāhishoñ ke diye har qadam jalātā hai

    talāsh kaun se chehre chaar hai use

    vo taaq taaq jo yādoñ ke phuul rakhtā hai

    ye kis junūn dīvār rū-ba-rū hai use

    zamāne bhar ke sitāre haiñ aañkh ke aage

    bas ek naam kyuuñ harf-e-guftugū hai use

    kyuuñ ek ḳhvāb ko āñkhoñ meñ le ke phirtā hai

    kyuuñ ek dard ehsās kū-ba-kū hai use

    ajib shaKHs hai kaisi ye justuju hai use

    palak se KHar uThane ki aarzu hai use

    wo KHwahishon ke diye har qadam jalata hai

    talash kaun se chehre ki chaar su hai use

    wo taq taq jo yaadon ke phul rakhta hai

    ye kis junun ki diwar ru-ba-ru hai use

    zamane bhar ke sitare hain aankh ke aage

    bas ek nam hi kyun harf-e-guftugu hai use

    kyun ek KHwab ko aankhon mein le ke phirta hai

    kyun ek dard ka ehsas ku-ba-ku hai use

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now