Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

akele akele hi pa li rihai

Akhlaq Ahmad Ahan

akele akele hi pa li rihai

Akhlaq Ahmad Ahan

MORE BYAkhlaq Ahmad Ahan

  akele akele rihā.ī

  mujhe maare jaatī hai terī judā.ī

  ye āhañg-e-naġhma ye rañg-e-taġhazzul

  har ik chiiz terī ḳhātir rachā.ī

  marī jaañ ye kaisā sitam vaqt hai

  hai merī qismat meñ nauha-sarā.ī

  sitāroñ gardish diloñ bichhaḌnā

  ye kaise ḳhudā hai kaisī ḳhudā.ī

  na pūchho abhī haal 'āhan' yaaro

  kabhī jāñ-ba-lab hai kabhī jāñ-fidā.ī

  akele akele hi pa li rihai

  mujhe mare jati hai teri judai

  ye aahang-e-naghma ye rang-e-taghazzul

  har ek chiz teri hi KHatir rachai

  mari jaan ye kaisa sitam waqt ka hai

  hai meri hi qismat mein nauha-sarai

  sitaron ki gardish dilon ka bichhaDna

  ye kaise KHuda ki hai kaisi KHudai

  na puchho abhi haal 'ahan' ka yaro

  kabhi jaan-ba-lab hai kabhi jaan-fidai

  Videos
  This video is playing from YouTube

  Videos
  This video is playing from YouTube

  Akhlaq Ahmad Ahan

  Akhlaq Ahmad Ahan

  RECITATIONS

  Akhlaq Ahmad Ahan

  Akhlaq Ahmad Ahan,

  Akhlaq Ahmad Ahan

  akele akele hi pa li rihai Akhlaq Ahmad Ahan

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now