Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apna mahaul-e-nafsiyat samajh

Aslam Mirza

apna mahaul-e-nafsiyat samajh

Aslam Mirza

MORE BYAslam Mirza

    apnā māhaul-e-nafsiyāt samajh

    baat karne se pahle baat samajh

    kaun kab kis liye kahāñ hogā

    rābte aur ta.alluqāt samajh

    mauj-e-dariyā shumār karne meñ

    qatre qatre ke muzmirāt samajh

    bad-gumānī tez-rau dariyā

    toḌ degā hisār-e-zāt samajh

    zindagī ke mizāj meñ shāmil

    ek ik sāñs-e-hādsāt samajh

    apna mahaul-e-nafsiyat samajh

    baat karne se pahle baat samajh

    kaun kab kis liye kahan hoga

    rabte aur talluqat samajh

    mauj-e-dariya shumar karne mein

    qatre qatre ke muzmiraat samajh

    bad-gumani ka tez-rau dariya

    toD dega hisar-e-zat samajh

    zindagi ke mizaj mein shamil

    ek ek sans-e-hadsat samajh

    Source:

    Geele Patton Ki Muskan (Pg. 126)

    • Author: Aslam Mirza
      • Publisher: Nawa-e-Deccan Publications, Aurangabad
      • Year of Publication: 2004
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now