Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apne pas hai ek hawala miTTi ka

Mohammad Sadiq Jameel

apne pas hai ek hawala miTTi ka

Mohammad Sadiq Jameel

MORE BYMohammad Sadiq Jameel

    apne paas hai ek havāla miTTī

    kachche ghar meñ ḳhushk piyāla miTTī

    phuul saje haiñ shīshe ke gul-dānoñ meñ

    lekin maiñ huuñ chāhne vaalā miTTī

    vo din bhī kuchh duur nahīñ hai jab maḳhlūq

    ban jā.egī ek nivāla miTTī

    maiñ ne ik do ashk girā.e miTTī par

    dekhā phir ik ruup nirālā miTTī

    bech rahā thā ghar jannat meñ miTTī ke

    aisā thā ik allah vaalā miTTī

    saarī duniyā dekhne aa.ī jab maiñ ne

    andar se darvesh nikālā miTTī

    apne pas hai ek hawala miTTi ka

    kachche ghar mein KHushk piyala miTTi ka

    phul saje hain shishe ke gul-danon mein

    lekin main hun chahne wala miTTi ka

    wo din bhi kuchh dur nahin hai jab maKHluq

    ban jaegi ek niwala miTTi ka

    main ne ek do ashk girae miTTi par

    dekha phir ek rup nirala miTTi ka

    bech raha tha ghar jannat mein miTTi ke

    aisa tha ek allah wala miTTi ka

    sari duniya dekhne aai jab main ne

    andar se darwesh nikala miTTi ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now