Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apni hatheliyon mein ujale sameT lo

Aleem Saba Navedi

apni hatheliyon mein ujale sameT lo

Aleem Saba Navedi

MORE BYAleem Saba Navedi

    apnī hatheliyoñ meñ ujāle sameT lo

    maiñ shab-gazīda huuñ mujhe tum duur pheñk do

    nazroñ rakh ke uñgliyāñ merī shaboñ pe tum

    mere akele-pan zarā zahr chuus lo

    sadiyoñ ko de ke aaya huuñ kitne na.e ḳhayāl

    merā bhī naam safha-e-tārīḳh par likho

    jitnī tavīl umr añdheroñ ne paa.ī hai

    utnī tavīl hai mirī tanhā.ī naap lo

    miltā nahīñ hai sab ko ye sarmāya vaqt

    sochoñ karb paas sañbhāle hue rakho

    kitnā aziim shaḳhs hai is daur 'sabā'

    is ke basīt zehn tārīḳh ko paḌho

    apni hatheliyon mein ujale sameT lo

    main shab-gazida hun mujhe tum dur phenk do

    nazron ki rakh ke ungliyan meri shabon pe tum

    mere akele-pan ka zara zahr chus lo

    sadiyon ko de ke aaya hun kitne nae KHayal

    mera bhi nam safha-e-tariKH par likho

    jitni tawil umr andheron ne pai hai

    utni tawil hai meri tanhai nap lo

    milta nahin hai sab ko ye sarmaya waqt ka

    sochon ka karb pas sanbhaale hue rakho

    kitna azim shaKHs hai is daur ka 'saba'

    is ke basit zehn ki tariKH ko paDho

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now