Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aql ko chhoD ishq mein aa ja

Alimullah

aql ko chhoD ishq mein aa ja

Alimullah

MORE BYAlimullah

    aql ko chhoḌ ishq meñ aa

    ḳhaam hai ishq suuñ jo koī

    ishq-bāzī meñ dil ko rakh sābit

    apnā ma.ashūq aap meñ

    ishq raah meñ hai yak-rañgī

    kyā vahāñ bādshāh kyā raajā

    ishq raah meñ musāfir ko

    āshiqāñ bolte haiñ jald

    shah suuñ paayā hai jab visāl 'alīm'

    fauj-e-ushshāq meñ tabal baajā

    aql ko chhoD ishq mein aa ja

    KHam hai ishq sun jo koi la ja

    ishq-bazi mein dil ko rakh sabit

    apna mashuq aap mein pa ja

    ishq ki rah mein hai yak-rangi

    kya wahan baadshah kya raja

    ishq ki rah mein musafir ko

    aashiqan bolte hain jald ja ja

    shah sun paya hai jab visal 'alim'

    fauj-e-ushshaq mein tabal baja

    Source:

    Deewan-e-Alimullah(Gazaliyat-e-Miskeen Shah) (Pg. 13)

    • Author: Alimullah, Miskeen Shah
      • Publisher: Matba Kareemi Press, Mumbai
      • Year of Publication: 1920
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now