Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aql par uski gir paDa patthar

Nadim Balkhi

aql par uski gir paDa patthar

Nadim Balkhi

MORE BYNadim Balkhi

    aql par us gir paḌā patthar

    jis ne paars ko kah diyā patthar

    qasr shīshe jab huā ta.amīr

    har taraf se baras gayā patthar

    sang-e-marmar vo kaise ban saktā

    fitratan jo siyāh thā patthar

    vo butoñ ko ḳhudā na kyoñ samjhe

    kaam jis hai pūjnā patthar

    dil ko dil se gazand yuuñ pahuñchī

    ek shīsha thā dūsrā patthar

    aa.ine nahīñ muhāfiz vo

    kaam jis hai mārnā patthar

    mom hotā nahīñ kabhī 'nādim'

    ḳhushnumā ho ki bad-numā patthar

    aql par us ki gir paDa patthar

    jis ne pars ko kah diya patthar

    qasr shishe ka jab hua tamir

    har taraf se baras gaya patthar

    sang-e-marmar wo kaise ban sakta

    fitratan jo siyah tha patthar

    wo buton ko KHuda na kyon samjhe

    kaam jis ka hai pujna patthar

    dil ko dil se gazand yun pahunchi

    ek shisha tha dusra patthar

    aaine ka nahin muhafiz wo

    kaam jis ka hai marna patthar

    mom hota nahin kabhi 'nadim'

    KHushnuma ho ki bad-numa patthar

    Source:

    Dhoop Mein Sehra Noridi (Pg. 73)

    • Author: Nadim Balkhi
      • Publisher: Mustafa Balkhi
      • Year of Publication: 1987
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now