Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

asiri se to ye achchha hai mar ja

Sarwar Sajid

asiri se to ye achchha hai mar ja

Sarwar Sajid

MORE BYSarwar Sajid

    asīrī se to ye achchhā hai mar

    havā ke vaar se pahle bikhar

    tujhe khā jā.egī ye be-panāhī

    samundar aa mire pyāle meñ bhar

    tujhe shāyad ye duniyā maan jaa.e

    isī zid meñ kabhī had se guzar

    bichhaḌ jaane pe āḳhir kyoñ tulā hai

    qadam ko rok le ab bhī Thahar

    bahut saffāk haiñ ye log 'sājid'

    inhī meñ rah inheñ hairān kar

    asiri se to ye achchha hai mar ja

    hawa ke war se pahle bikhar ja

    tujhe kha jaegi ye be-panahi

    samundar aa mere pyale mein bhar ja

    tujhe shayad ye duniya man jae

    isi zid mein kabhi had se guzar ja

    bichhaD jaane pe aaKHir kyon tula hai

    qadam ko rok le ab bhi Thahar ja

    bahut saffak hain ye log 'sajid'

    inhi mein rah inhen hairan kar ja

    Source:

    Bihar Mein Jadeed Ghazal (Pg. 107)

      • Publisher: Ataullah Khan Alwi
      • Year of Publication: 1955
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now