Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

awwal ghazal ibaadat ki

Prem Bhandari

awwal ghazal ibaadat ki

Prem Bhandari

MORE BYPrem Bhandari

    avval ġhazal ibādat

    us ke ba.ad sharārat

    mujh ko yaad rahā bhūlā

    baat hai ye to aadat

    us se mil kar aur baḌhī hai

    pyaas bujhī na chāhat

    din-bhar dukh ke patthar kaaTe

    raat milī na rāhat

    mujh ko bhūlne vaale ne

    mujh pe baḌī ināyat

    awwal ghazal ibaadat ki

    us ke baad shararat ki

    mujh ko yaad raha tu bhula

    baat hai ye to aadat ki

    us se mil kar aur baDhi hai

    pyas bujhi na chahat ki

    din-bhar dukh ke patthar kaTe

    raat mili na rahat ki

    mujh ko bhulne wale tu ne

    mujh pe baDi inayat ki

    Source:

    Khushboo Rang Sada ke Sang (Pg. p-1 e-14)

    • Author: Prem Bhandari
      • Edition: 2003
      • Publisher: West Zone Cultural Center, Udaipur
      • Year of Publication: 2003
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now