Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

azal ke din ki gawahi ko bhul baiTha hai

Shoaib Ahmad Khan Shoaib

azal ke din ki gawahi ko bhul baiTha hai

Shoaib Ahmad Khan Shoaib

MORE BYShoaib Ahmad Khan Shoaib

    azal ke din gavāhī ko bhuul baiThā hai

    jahāñ meñ aa ke ilāhī ko bhuul baiThā hai

    lahū rang bhī hone lagā safed ab to

    ġhazab hai bhaa.ī jo bhaa.ī ko bhuul baiThā hai

    vo jis ne dasht-navardī ko aabrū baḳhshī

    vo kaise ābla-pā.ī ko bhuul baiThā hai

    shabāb aaya to rangīniyoñ meñ Duub gayā

    qazā dast-e-rasā.ī ko bhuul baiThā hai

    azal ke din ki gawahi ko bhul baiTha hai

    jahan mein aa ke ilahi ko bhul baiTha hai

    lahu ka rang bhi hone laga safed ab to

    ghazab hai bhai jo bhai ko bhul baiTha hai

    wo jis ne dasht-nawardi ko aabru baKHshi

    wo kaise aabla-pai ko bhul baiTha hai

    shabab aaya to ranginiyon mein Dub gaya

    qaza ki dast-e-rasai ko bhul baiTha hai

    Source:

    Ghazlistan-e-Barar (Pg. 409)

      • Publisher: Sajid Urdu Press, Akola
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now