Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aziyyaten yun baDha raha hun

Mahmood Alam

aziyyaten yun baDha raha hun

Mahmood Alam

MORE BYMahmood Alam

    aziyyateñ yuuñ baḌhā rahā huuñ

    maiñ dil gardan dabā rahā huuñ

    vo haath meñ dil thamā ke bole

    sambhālo is ko maiñ rahā huuñ

    ḳhudā alīm-o-basīr hai jab

    to hāl-e-dil kyoñ sunā rahā huuñ

    nayā nahīñ hai ye ishq merā

    azal se mubtalā rahā huuñ

    mujhe farishta na bol pyāre

    pūchh un se maiñ kyā rahā huuñ

    hijāb hai azaab varna

    ḳhudā se kab maiñ judā rahā huuñ

    aziyyaten yun baDha raha hun

    main dil ki gardan daba raha hun

    wo hath mein dil thama ke bole

    sambhaalo is ko main ja raha hun

    KHuda alim-o-basir hai jab

    to haal-e-dil kyon suna raha hun

    naya nahin hai ye ishq mera

    azal se hi mubtala raha hun

    mujhe farishta na bol pyare

    ja puchh un se main kya raha hun

    hijab ka hai azab warna

    KHuda se kab main juda raha hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now