Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

azmaton mein hai sadgi uski

Malikzada Javed

azmaton mein hai sadgi uski

Malikzada Javed

MORE BYMalikzada Javed

    azmatoñ meñ hai sādgī us

    paḌh ke dekhī jo zindagī us

    soch kar tanz kījiye sāhib

    har diye meñ hai raushnī us

    ujlateñ haiñ safar pe āmāda

    bāñdh letī hai dilkashī us

    dab gayā hai vo apnī ġhurbat meñ

    shaḳhsiyat hai pahāḌ us

    sher kāġhaz pe phir nahīñ utre

    muñh chiḌātī rahī ghaḌī us

    azmaton mein hai sadgi us ki

    paDh ke dekhi jo zindagi us ki

    soch kar tanz kijiye sahib

    har diye mein hai raushni us ki

    ujlaten hain safar pe aamada

    bandh leti hai dilkashi us ki

    dab gaya hai wo apni ghurbat mein

    shaKHsiyat hai pahaD si us ki

    sher kaghaz pe phir nahin utre

    munh chiDati rahi ghaDi us ki

    Source:

    Zulf Mein Uljhi Dhoop (Pg. 117)

    • Author: Malikzada Javed
      • Publisher: Areeb Publications, Delhi
      • Year of Publication: 2008
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now