Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ba-nam-e-yar tarahdar ai saba le ja

Syed Amin Ashraf

ba-nam-e-yar tarahdar ai saba le ja

Syed Amin Ashraf

MORE BYSyed Amin Ashraf

    ba-nām-e-yār tarahdār ai sabā le

    ye aabjū ye gul-o-sabza ye ghaTā le

    jo naam ko bhī sukūñ hai use uThā le

    jo hosh uḌā hai to ye ḳhaak bhī uḌā le

    laboñ meñ rabt nahīñ aañkh hai magar sarshār

    gulāb rahne de ḳhushbū aasrā le

    bharī hai josh-e-chaman se numūd-e-ḳhush-badanī

    surūr bhī gila-e-jāñ-gudāz le

    girāñ-bahā hai ye daulat jo sun nava-e-faqīr

    dikhā de rū-e-tabassum-numā du'ā le

    ba-nam-e-yar tarahdar ai saba le ja

    ye aabju ye gul-o-sabza ye ghaTa le ja

    jo nam ko bhi sukun hai use uTha le ja

    jo hosh uDa hai to ye KHak bhi uDa le ja

    labon mein rabt nahin aankh hai magar sarshaar

    gulab rahne de KHushbu ka aasra le ja

    bhari hai josh-e-chaman se numud-e-KHush-badani

    surur bhi gila-e-jaan-gudaz ka le ja

    giran-baha hai ye daulat jo sun nawa-e-faqir

    dikha de ru-e-tabassum-numa du'a le ja

    Source:

    Bahar-e-ejaad (Pg. 29)

    • Author: Sayed Ameen Ashraf
      • Edition: 2007
      • Publisher: Sayed Ameen Ashraf
      • Year of Publication: 2007
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now