Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bankpan khul na saka paD gai taswir pe KHak

Altaf Babar

bankpan khul na saka paD gai taswir pe KHak

Altaf Babar

MORE BYAltaf Babar

    bāñkpan khul na sakā paḌ ga.ī tasvīr pe ḳhaak

    ḳhaak hasrat pe mirī sabr jāgīr pe ḳhaak

    jaan jaatī to mohabbat bharam rah jaatā

    surḳh-rū ho na sakā khaa.e hue tiir pe ḳhaak

    chand alfāz tartīb ko kahte ho ġhazal

    aise alfāz tartīb pe tahrīr pe ḳhaak

    ḳhvāb dekhā hai ki pahlū meñ kināra-kash ho

    ḳhaak us ḳhvāb pe us ḳhvāb ta.abīr pe ḳhaak

    maiñ falak-bos na ho paayā kisī bhī fan meñ

    ḳhaam buniyād pe rakkhī mirī ta.amīr pe ḳhaak

    bankpan khul na saka paD gai taswir pe KHak

    KHak hasrat pe meri sabr ki jagir pe KHak

    jaan jati to mohabbat ka bharam rah jata

    surKH-ru ho na saka khae hue tir pe KHak

    chand alfaz ki tartib ko kahte ho ghazal

    aise alfaz ki tartib pe tahrir pe KHak

    KHwab dekha hai ki pahlu mein kinara-kash ho

    KHak us KHwab pe us KHwab ki tabir pe KHak

    main falak-bos na ho paya kisi bhi fan mein

    KHam buniyaad pe rakkhi meri tamir pe KHak

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now